Ramzan Mubarak 2026 – Ajmer Sharif Dargah Se Roohani Paigham
Ramzan Mubarak tamam ummat-e-Muslima ko! Ramzan rehmat, barkat aur maghfirat ka mahina hai. Is muqaddas mahine me duniya bhar ke zaireen Ajmer Sharif Dargah par hazri dete hain aur Khwaja Moinuddin Chishti (Gareeb Nawaz) ke darbar me roohani sukoon hasil karte hain.Ajmer Sharif me Ramzan ka mahaul bilkul alag hota hai – roshniyon se saja hua darbar, tilawat-e-Quran, zikr-o-azkar, aur sabse khaas rozana Iftari aur Sehri ka intezam.
Ramzan Mein Ajmer Sharif Dargah Ka Mahaul
Ramzan ke mubarak mahine me:
• Har roz Iftar ka dastarkhwan lagaya jata hai
• Sehri ka khaas intezam hota hai
• Quran khwani aur dua ka silsila jari rehta hai
Yahan ki iftari me khajoor, sharbat, phal aur mukhtalif khanay taqseem kiye jate hain. Bohot se log apni taraf se niyaz aur iftar ka intezam karte hain jiska sawab unke marhoomeen ko bakhsha jata hai.
Iftari & Sehri Mein Shirkat Kaise Karein ?
Agar aap bhi Ramzan me Ajmer Sharif Dargah ki iftari ya sehri me shirkat karna chahte hain, to aap:• Apne naam se Iftar ka intezam kara sakte hain
• Pooray mahine ke liye ya kisi khaas din ke liye booking kara sakte hain.
📿 Ye ek behtareen mauka hai sawab hasil karne ka aur Gareeb Nawaz ke darbar se dua lene ka.
Agar aap door rehte hain aur khud hazir nahi ho sakte, to aap apni taraf se intezam karwa sakte hain aur aapko tasdeeq (confirmation) bhi di jayegi.
Combined Rates (Sehri + Iftari – Same Day)
Veg Combined Rates
• 10 person – ₹3,000• 50 person – ₹15,000
• 100 person – ₹30,000
Non-Veg Combined Rates
• 10 person – ₹4,000
• 50 person – ₹20,000
• 100 person – ₹40,000
Ajmer Sharif me iftari ka dastarkhwan isi taleem ka zinda namoona hai – jahan ameer o gareeb sab ek saath baith kar roza iftar karte hain.
Rabta Karein – Iftari & Sehri Booking
Agar aap Ramzan 2026 me Ajmer Sharif Dargah ki iftari ya sehri me shirkat karna chahte hain ya apni taraf se intezam karwana chahte hain, to rabta karein:
CONTACT KARE :- +91 9587755853

Comments
Post a Comment